Karwa Chauth Vrat 2016 is on 19th October 2016 (Wednesday). Karva Chauth is celebrated by Hindu Indian brides for long life of their husbands. They fast for one-day and eat something after moonrise. In this post I'm going to share Karva chauth wishes, Karva Chauth images and Karva Chauth Whatsapp, Karwa Chauth Whatsapp DP status below.
Karva Chauth Status
Bina Kuch Khaye Piye Vart Karna
Prem Ki Atoot Paribhasha Hai
Hum Yun Hi Prem Bandhan Mein Bandhe Rahe
Mere Dil Ki Bas Yahi Aasha Hai...Happy Karwa Chauth
Jab Tak Na Dekhe Chehra Apka
Na Safal Ho Yeh Tyohar Hamara,
Apke Bina Kya Hai Jeevan Hamara,
Jaldi Aao aur Dikhao Apni Pyari Surat
Aur Kardo Karwa Chauth Safal Hamara! हैप्पी करवा चौथ!
Aao Baithe Sang Aaj Ki Shaam,
Karein Pooja Aur Mata Tak Pahunchaye Paigaam,
Humare Patiyon Ki Umar Ho Lambi,
Bas Yahi Mile Is Vrat Ka Inaam…Happy Karwa Chauth
Jo Humein Apki Ek Jhalak Mil Jaye To Yeh Wrat Safal Ho Jaye, Hum To Baithe Hain Apke Intzaar Mein, Aap Ayen Aur Ye Wrat Pura Kar Jayein। Happy Karwa Chauth.
Sabhi Married Brothers Ko Yeh Suchit Kiya Jata Hai,
Ki Karwa Chauth Ke Din Savdhani Aur Dhiraj Se Kaam Le,
Kyu Ki Bhuki Sherni Jyada Khatarnaak Hoti hai…Sarkar Dubara Janhit Mein Zaari
Mehndi Ka Laal Rang Aap Ke Pyar Ki Gehrai Dikhata Hai, Maathe Par Lagaya Hua Sindhur Apki Duayein Dikhata Hai, Gale Mein Pehna Hua Mangal Sutra Hamara Majbut Rishta Dikhata Hai
Karva Chauth Ka Paavan Vrat Apke Liye Maine Kiya Hai,,,Kyu Ki Apke Hi Prem Aur Samaan Ne..Jeevan Ko Naya Rang Diya Hai
Dil Mera Fir Se Tera Pyar Maange, Pyase Naina Fir Se Tera Deedar Maange, Prem, Sneh Se Parkashit Ho Dunia Meri, Aisa Sathi Pura Jag Sansar Maange
सुन्दरता की प्रतिस्पर्धा अपने पुरे शबाब पे है.. आज एक चाँद दूसरे चाँद के इंतज़ार में है..!!..Happy Karwa Chauth
Naa Jaane Kyu Reh Reh Ke Ek Baat Humein Bahut Satati Hai Karva Chauth Rakhti Hai Tumari Bibi Aur Umar Tumari Kyu Bad Jaati Hai
Chaand Ki Pooja Karke, Karti Hoon Main Tumari Salamti Ki Dua..Tujhe Lag Jaye Meri Bhi Umar, Gum Rahe Har Pal Tujse Judaa
Is Vrat Ki Har Rasam Nibhaugi, Ek Sachi Aur Achi Patni Ban Kar Dikhaugi, Dunia Ki Har Khushi Mere Pati Ki Hogi, Jab Badlon Ki Cheer Kar Chaand Ki Ek Kiran Dikhegi
Aaj Karva Chauth Par Man Mein Hazaron Chaa Hain, Sab Suhagin Tak Rahi Keval Tumari Raah Hain, Chahti Hain Sajnia Sajan Base Ho Paas Mein, Aa Bhi Jaao Chandrma Taaron Bhare Aakash Mein
Aaj Fir Aya Hai Mausam Pyar Ka, Na Jane Kab Hoga Deedar Chaand Ka, Piya Milan Ki Raat Hai Aisi Ayi, Aaj Fir Se Nikhrega Roop Mere Pyar Ka
Bina Khaye Piye Vrat Karna, Prem Ki Atoot Paribhasha Hai,,Hum Yu Hi Prem Bandhan Mein Bandhe Rahe..Mere Dil Ki Bas Yahi Asha Hai
Subah Ki Kian Mein, Subah Ki Kiran Mein Sargi Milegi, Aaj Har Patni Dulhan Ki Tarah Sajegi, Is Vrat Se Hamare Pati Ki Umar Badegi..Har Patni Ko Mata Yeh Ashirwad Degi
Ek Dua Mangte Hain Apne Bhagwan Se…Chahte Hain Apki Khushi Pure Imaan Se…Sab Hasratein Puri Ho Apki…Aur Aap Hanso Dilo Jaan Se!.
Karva Chauth Ke Din Bada Khush Hota Hai, Kyu Ki Woh DIn Bada Hi Shubh Hota Hai, Rakhte Hain Us Din Pati Ke Liye Vrat, Kyu Ki Dil Mein Unki Lambi Umar Ki Wish Hoti Hai